Friday, July 10, 2009

Mai ab wo nahi!

kabhi lagta hai
saye mein julfo ke soun ye meri kismat hi nahi
pyar ke wo chand panne jindagee ki kitab mein nahi

ek arse tak ranj raha kisiki bewafai ka
ab lagta hai wo bhi na tha pyar
ke aaj uske jane ka gum bhi nahi

kisse sunkar aajkal dar lagne lagta hai
wo masimiyat, wo yar talab dil
ab muzmein kanhi nahi

wo pyara sa dil ab muzmein kanhi nahi.

Sandip

No comments: