Saturday, December 1, 2007

dost kanhu tujhe?

dost kanhu tujhe?
ek janam hi to dosti nibhana hai

aaj khwaish bas etnihi rakhta hun
aapne gam ko chupaye ek bar tujhko hasana hai

chand mulakato ka bahana hai fir
tujhe kanhi aur,mujhe kanhi aur jana hai

1 comment:

Anonymous said...

waah waah...... sorry, aap kahoge ke aapke dard pe hum waah-waahi kar rahe hain.. par sach kahein aapke andaz mein apne gam ki jhalak pa rahe hain.. :)